Skip to main content

Posts

Showing posts with the label Apna Gaanaa

"Tujhsey Hi"

Background Image Source:Google Edited By:Talkative Words "TUJHSEY HI HAI MOHABBAT" Tujhsey hai Shikaaytey , Saari wafaaye bhi tujhsey, Tum ho toh hai saari duniya , Meri duniya hai bas Tujhsey. Guzarta nhi hai waqt yeah tum bin, Har lamho ki baatei hai tujhsey. hai yaar kahi , Kaho ki Yaad nhi, Jo bhi hai, Bhooley hum Tumhey nhi. Jo Bhi hai masla, Saari umeedey hai tujhsey, Tu saans Meri aawaaz Meri, Meri har din ki kahaani hai tujhsey. Tumko hai chahaa , Tumko hai paanaa, Tujhsey hai Zindagi ka Safar suhaanaa, Hai yaar kahi , Kaho ki Yaad nhi, Jo bhi hai, Bhooley hum Tumhey nhi.. Tu baagh Mera , Mai banjar zameen, Tu aasman Mera , Mai baarish ki boond hi sahi. Tujhsey hai raasta Mila , Hai uss janam ka raabta tujhsey hi, hai yaar kahi , Kaho ki Yaad nhi Jo bhi hai, Bhooley hum Tumhey nhi.. Tujhsey hai shaamye Meri , Hai merey jeeney ki wajah tuhi. Hai har awaargi tujhsey , Tujhsey hi hai bandishein  Meri. Tujhmai hu Mai . Aa dhoo...

Oh! Haanji Mujhey Pyaar Ho Gaya

Background Image Source:Google Edited By:Talkative Words Background Image Source:Google Edited By:Talkative Words "Oh! Haanji Mujhey Pyaar Ho Gaya.." Tujhey rakha hai dil Mai basa key, Apni aankho Mai chupa key, Tujhey seeney laga key, Merey Dil key dhaago ka tu rumaal ho gaya. Oh! Haanji mujhey pyaar ho gaya, Haanji mujhey pyaar ho gaya.. Tujhey saanso Mai chupa lu, Tera haath pakad k, Poori duniya mai bhula du. Merey har subah ka tu shaam ho gaya, Oh! Haanji mujhey pyaar ho gaya, Haanji mujhey pyaar ho gaya.. Tu Jo sang hai na merey, Mujhko pal-pal baaho Mai gheyrey, Khushiya tujhey hai na Meri, Tu toh merey saarey baras ka tyohaar ho gaya. Oh! Haanji mujhey pyaar ho gaya, Haanji mujhey pyaar ho gaya.. Yeah Jo aasmaan hai mera, Hum dono  ka hai baseyra, Merey Bhaago Mai mehkati. Meri har kali ka tu gulaab ho gaya. Oh! Haanji mujhey pyaar ho gaya, Haanji mujhey pyaar ho gaya.. Haanji mujhey pyaar ho gaya.. -Talkative Wo...

Sunna merey Jaana-Sunna merey jaana

SUNNA MEREY JAANA-SUNNA MEREY JAANA Sad Hindi Poem,Sad Hindi Song. Background Image Source:Google Edited By:Talkative Words Sad Poem in Hindi,Hindi Poem,Sad Love,Love is Pain,Tears and a promise of never leaving your loved one. In this Poem a boy is missing his beloved badly and want to meet her .He Call her "Jaana"(Jaan-Life) Tried to Write a sad Love song/Quote/Poem, "I Miss You.",Missing You.Love Quote,Love Poem Background Image Source:Google Edited By:Talkative Words "Sunna   Merey   Jaana ,  Sunna   Merey   Jaana" Tum Aankh Band  Karna ,   Mai Aaunga Tumsey Milney , Mai Tujhmai  Hu,   Tu Chaahat Hai Meri,     Mera Ghar Teri Baahei Hai, Mai Beyghar Hu Abhi.. Sunna Mery Jaana , Sunna Merey Jaana , Mujhsey Dur Kabhi Na Jaana .. Tumsa Kaun Hai Yaara, Tu Jannat Hai Meri, Tu Ibaadat Hai Meri, Tujhey Paakar Mai Kho Jaau Kahi, Terey Shahar Aakar , Kho Jaau Kahi.....